.
Ussay Bewafa Kehna
Ussay Bewafa Kehna B Mere Liye Gunnaah Ki Baat hai,,
,
Bewafa Tu Ussay Kehtay Hain Jo Wafa Kar K Chorr Jaye.,
Bebasi ka ajeeb alam hai
Bebasi ka ajeeb alam hai,,!
Kab se tanha udas bethi hoon,,!
Ab to kuch bhi samjh nahin aata,,,!
Koi manzil bhi meri hai k nahin,,,!
Raste beshumaar hain likin,,,!
Saare uljahy huye hain aise k,,,!
Jaise reesham ki dour uljhi hoi ho...!!!
Main us ka lamha-e mojod hon..
Main us ka lamha-e mojod hon..
magar wo shakhs fazol waqat smjh kr guzarta hy mujhy..
Newer Posts
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)
make money online