Apane man ko mana liya maine
Zindagi se nibha liya maine,
Ek khusboo se teri yaad aayee
Ek pal muskara liya maine,
Pyas tarpi to pee liye aansoo
Bhukh me gam ko kha liya maine,
Dard ka geet ek tarapti as
Pyar me gunguna liya maine,
Mujh pe ilzam hai zamane ka
Kyon tera dil chura liya maine,
Jab kabhi need mujh se rooth gaye
Chand ko ghar bula liya maine,
Kitni khusnaseeb Hun mai bhi
Tumko khwabon me paa liya maine....
Zindagi se nibha liya maine,
Ek khusboo se teri yaad aayee
Ek pal muskara liya maine,
Pyas tarpi to pee liye aansoo
Bhukh me gam ko kha liya maine,
Dard ka geet ek tarapti as
Pyar me gunguna liya maine,
Mujh pe ilzam hai zamane ka
Kyon tera dil chura liya maine,
Jab kabhi need mujh se rooth gaye
Chand ko ghar bula liya maine,
Kitni khusnaseeb Hun mai bhi
Tumko khwabon me paa liya maine....
No comments:
Post a Comment