By'sabab youn hi sar-e-sham nikal aaty hain

By'sabab youn hi sar-e-sham nikal aaty hain,,
Hum bulayen to unhen kaam nikal aaty hain..

Koi hamen shoq to nahi hy aawargi ka,,
Hum to un ki Galiyoun mein un sy hony hum-kalaam nikal aaty hain..

Un ki Jafaon k Zakham khaty rahy kuch iss tarah,,
K Raat ka Andhera charty hi Dard tamam nikal aaty hain ...!

No comments:

Post a Comment


Jobsmag.inIndian Education BlogThingsGuide